Khamoshiyaan

Video 1
<<GO BACK              NEXT>>

Hindi Romantic Love Song

खामोशियाँ

Created by Sanjib Nath & Debasmita Chattopadhyay

Performed by Mayuk Sinha

Production unit SN Films Performing Arts

LYRICS

Scroll down for English script ⇓

आ…
आ…
खामोशियाँ…
इश्क़ की ये कैसी सदा…
रूह भी रोए, दिल भी जला…
फिर भी रह गया
खामोशियाँ…

टूटा दिल की खामोशियाँ
कभी सुनी क्या
अधूरी मोहब्बत का सफ़र
कभी किया क्या

तेरी बाहों की वो गर्मियाँ,
अब धुआँ बन के उड़ती हैं
मेरे सजदे की तन्हाइयाँ,
तेरे दर पे ही मरती हैं

.
हाय इश्क़
तूने क्या कर दिया

आ…
तेरी आँखों की वो बारिशें,
आज भी रूह भिगोती हैं
तेरे लब की अधूरी हँसी,
रात भर मुझको रुलाती है

मैंने चाहा तुझे इबादत सा,
तूने दर्द दिया तोहफा सा
मेरे सजते हुए ख़्वाबों को,
तूने राख बना दिया

ना रे ना, ना ना रे
दिल ये पुकारे
आ जा रे, आ जा रे
ना रे ना, ना ना रे

टूटा दिल की खामोशियाँ
कभी सुनी क्या
अधूरी मोहब्बत का सफ़र
कभी किया क्या

आ…
जब तेरी महक बहती है,
साँस मेरी रुक सी जाती है
तेरे नाम की हर धड़कन,
सीने में बहक सी जाती है

इश्क़ अगर गुनाह है तो,
हम भी सज़ा कबूल करें
तेरे बिना जो रात कटे,
उस रात पे हम रो लिया करें

.
हाय रब्बा…
ये खामोशियाँ…

टूटा दिल की खामोशियाँ
अब भी तुझे बुलाती हैं
अधूरी मोहब्बत की राहें
रूह मेरी जलाती हैं

हाय इश्क़
ये खामोशियाँ
खामोशियाँ

KHAMOSHIYAAN

Aa…
Aa…
Khamoshiyaan…
Ishq ki ye kaisi sada…
Rooh bhi roye, dil bhi jala…
Phir bhi reh gaya
Khamoshiyaan…

Toota dil ki khamoshiyaan
Kabhi suni kya
Adhoori mohabbat ka safar
Kabhi kiya kya

Teri baahon ki woh garmiyaan,
Ab dhuaan ban ke udti hain
Mere sajde ki tanhaiyaan,
Tere dar pe hi marti hain

.
Haay ishq
Tune kya kar diya

Aa…
Teri aankhon ki woh baarishein,
Aaj bhi rooh bhigoti hain…
Tere lab ki adhoori hansi,
Raat bhar mujhko rulati hai…

Maine chaha tujhe ibaadat sa,
Tune dard diya tohfa sa
Mere sajte hue khwaabon ko,
Tune raakh bana diya

Na re na… na na re
Dil ye pukaare
Aa ja re… aa ja re
Na re na, na na re

Toota dil ki khamoshiyaan
Kabhi suni kya
Adhoori mohabbat ka safar
Kabhi kiya kya

Aa…
Jab teri mehek behti hai,
Saans meri ruk si jaati hai…
Tere naam ki har dhadkan,
Seene mein behek si jaati hai…

Ishq agar gunaah hai toh,
Hum bhi saza qubool karein
Tere bina jo raat kate,
Us raat pe hum ro liya karein

.
Haay rabba
Ye khamoshiyaan

Toota dil ki khamoshiyaan
Ab bhi tujhe bulaati hain
Adhoori mohabbat ki raahein
Rooh meri jalaati hain

Haay ishq
Ye khamoshiyaan
Khamoshiyaan

14 comments on “Khamoshiyaan

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

error: Content is protected !!